Social Timeline
Jab bhi aap loan ke liye apply karte hain, lender aapki credit report formally mangwata hai. Ise hard check kehte hain, aur iska record aapki report pe rehta hai. Ek hard check bilkul normal hai. Lekin kam samay mein kai hard check, aapke profile ko credit-hungry dikha sakte hain, jo khud ek rejection ki wajah ban jaata hai. Isliye ek saath har jagah apply karne se behtar hai, ek jagah se jawab lena, phir aage badhna. Aur kya samajhna hai? Comment mein poochiye. . . . . [Hard Credit Check, Credit Report, Loan Application, MSME Finance] #AmbitFinvest #PragatiKePartner #VyaparLoan #AmbitFinvest #PragatiKePartner #VyaparLoan
Posted on : 19 Nov 2026 4:00 PM